Part 1
Aj phir bhuj gaye jal jal ke umeedaw ke chiraag ,Aj phir taaraw bhari raat ne dam tod diya.

Thandi hawai chal rahi t, Mai chaadar orahe bahar lawn me tahel rahi ti. Bachpan ki shararatain,bhayi behnaw ke saat mastiya saare nazare ankhaw me ghoom rahe te. Waqai khushyaw ke pal Zindagi me ate rehte he. Magar bachpan k o masti bhare pal bahut alag hote he. Jisko jitni baar enjoy kare kam hi lagta he. .
Meri umar taqreeban 5 saal ki ti. School mere ghar se kaafi nazdeek tha. Is waja se mai paidal hi chali jati, magar mamma ne mujhe khabi akele jane nahi diya. Wo mere saat kisi na kisi ko bhej deti, meri saari behne mujhse kuch saal badi thi, badi behn samra 9th ki student thi. Dusri umaira 7th std ki student thi, aur third afeera 4th std me thi and lastly mai 1st std me thi. Ham Chaaraw sisters ek saat school ate jaate te. Wapisi ka safar bahut lutf andoz hota ta. Hanste kehkaha lagate jab ham charaw ghar me daakhil hote to mamma ki awaaz kaanaw me gonj utthi .
"Agaye Chaaraw. .zarur aj kisi ko raaste me bewakuf bana kar aye honge".
Ek din ki baat he jab ham charaw thake haare ghar lot rahe te, garmiyaw ka mosam ta. Piyas ki shiddat se halaq me kaante pad gaye te . Teenaw behnaw ne tarkib banayi aur Mujhe kisi admi k paas bhej diya. Maine us admi se wahi kaha jo mujhe teenaw behnaw ne keh kar bheja tha.
"Uncle, mujhe badi pyas lagi he,plz apke paas paani ki bottle he to de dijiye . (maine thake haare lehje me kaha).
Mere paas paani to nahi he beta. Unhaw ne shafakat se mere sar pe haat rakhte hue kaha,
Par mujhe bahut piyas lagi he. Itna keh kar maine rona shiru kiya,
"Ek minute beta , tum yahi ruko mai abhi ata hu ".itna keh kar o ek dukaan ki taraf chala gaya, aur paani ki bottle k saat saat mazza ki bottle bhi le aya, ..
Door kadhi meri behne ye dekh kar khush hue. Q k wo yahi to chahti thi....
Mai ne rasman thanks kaha aur apni behnaw k paas chali gayi. .
××.......Continued to be .......××
____Saji____

Click here for Part 2 ⬇
The way you write is just amazing,,,,,I truly appreciate your work,,,waiting for the part 2 :)
ReplyDeleteamazing ❤️
ReplyDelete👍👍👌
ReplyDeleteVery beautiful
ReplyDeleteNice
ReplyDeleteNice
ReplyDeleteSuch a beautiful story. Really touched my heart. I want to read the next.
ReplyDelete(Love from Enzo)
so flawless!!
ReplyDeleteSumona Chattopadhyaya,
ReplyDeleteThe way you write Lafzonkemithaas Poems and Stories.. I really like it.. It's awesome.. ❤❤.. Carry on.. Saji..i'll always be there... ❤
Nice ����
ReplyDeleteAwwsome
ReplyDelete